Barsaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye Lyries | Barsaat | Alka Yagnik | Kumar Sanu

"Barsaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye"

heart touching romantic rain Song


Movie: Barsaat (2005)

Song: Barsaat Ke Din Aaye

Startcast: Bobby Deol, Priyanka Chopra

Singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Music Director: Nadeem Shravan

Lyricist: Sameer

Barsaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye Lyries | Barsaat | Alka Yagnik | Kumar Sanu


Barsaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye Lyries

Hey hey hey hey hey....

 Barsaat ke din aaye mulaqat ke din aaye
 Betaabiyon ke sharaare beetche hain
 Yeh saawan ki rimjhim jhadi hain
 Kadam bekhudi mein behakne lage hain 
 Yeh madhoshiyon ki ghadi hain
 Barsaat ke din aaye. mulaqat ke din aaye
 Hum soch mein the jinke us raat ke din aaye

 Barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
 Jalte rahe hum khayalo ke lau se, sahi humne barso judaai

 Cham cham barasti suhani ghata ne, ajab si agan hain lagai

 Barsaat ke din aaye. mulaqat ke din aaye
 Hum soch mein the jinke, us raat ke din aaye

 Barsaat ke din aaye, barsaat ke din aaye
 
 Na tum hosh mein ho na hum hosh mein hain 

 Behak jaaye na tum sambhalo hamein
 Gujarish yahi hain tamannao ki
 Sanam baajuo mein tha lo humein
 Jasbaat ke din aaye mulaqat ke din aaye
 Hum soch mein the jinke us raat ke din aaye
 Barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
 

 Deewani deewani jawani mastani
 Garm saanson emin toofan hain
 Deewana deewana sama hain deewana
 Jara si chahat bhi beimaan hain
 
 Dhua sa uthe hain kahi jism se
 Kaho baadlo se baraste rahe
 Saha jaaye na yeh judaai ka gum
 Bhala kab talak hum taraste rahey
 Baraat ke din aaye mulaqat ke din aaye
 Hum soch mein the jinke us raat ke din aaye

 Barsaat ke din aaye barsaat ke din aaye
 Barsaat ke din aaye
 
 Hey hey ......

Post a Comment

0 Comments